Intezaar Nahi Ab
Gulo ke muskurane ka intezaar nahi ab
Parindo ke chehchahene ka intezaar nahi ab
Rut badli, mausam badle, hawao ke bhi rukh badle
Mausam e bahaar aane ka intezaar nahi ab.
Bhor ki oss pighalne ka intezaar nahi ab
Saaanjh dhale tutte taare ka intezaar nahi ab
Chaandni bhi laut gayi samet kar apni chaadar VINi
Tere laut aane ka intezaar nahi ab.
By – VINITA Surana

Comments